Krishna Mahabharat lyrics song| Dashavatar | Saurabh Raj Jain | Life OK

Jagath Mein Samay Maha Balwan Lyrics – Mahabharat (2013)

Spread the love

Song :Jagath Mein Samay Maha Balwan

Movie/album: Mahabharat (2013)

Music Composer: Ajay Gogavale, Atul Gogavale

Music Director: Ajay Gogavale, Atul Gogavale

Director: Siddharth Kumar Tiwari

Starring: Shaheer Sheikhn, Pooja Sharman, Saurabh Raj Jainn, Sameer Dharmadhikari, Vivana Singh, Sayantani Ghosh, Arav Chowdhary, Puneet Issar, Rio Kapadia, Ratan Rajput, Mansi Sharma, Shafaq Naaz, Praneet Bhatt, Rohit Bharadwaj,Arpit Ranka , Aham Sharma, Vibha Anand, Vin Rana

Release: 16th September, 2013

Jagath Mein Samay Maha Balwan Song Lyrics

Yahah jeevan sansaar
Yahah sabhi kaal ka khel
Honi hokar hi rahi
Jhel sake to jhel

Jagath mein samay maha balwan
Jagath mein samay maha balwan
Sukh dukh dono jeevan saathi
Vidhi ka yahi vidhaan
Jagath mein samay maha balwan
Jagath mein samay maha balwan

Pal bhar mein sinhasan chhuta
Mukut aur aabhushan chhuta
Dhan daulat sab mehel attari
Chhut rahein hain baari baari
Van ki aur chala sanyasi
Chhod raaj sanmaan
Jagath mein samay maha balwan
Jagath mein samay maha balwan.

Jagath Mein Samay Maha Balwan Lyrics – Song – Video

Jagath Mein Samay Maha Balwan Lyrics – Mahabharat (2013)

Leave a Comment